Write For Us

Daydream VR Explained | Google I/O Episode #6

E-Commerce Solutions SEO Solutions Marketing Solutions
185 Views
Published
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko Google ke DayDream VR ke baare mein bataya hai, Google ne Google I/O 2016 mein Cardboard VR ke baad pehli baar kuch alag Announce kiya hai VR ke field mein jiska naam hai Daydream VR. Yeh ek kaafi bada leap hoga Virtual Reality mein, aur ek reference design ke saath ek controller bhi hoga. Aur bahut se phones honge jo ki Daydream certified honge, ya day dream ready honge, jo alag alag manufacturers se dekhne ko milenge. Mujhe umeed hai ki oculus rift, galaxy gear vr, ant vr, aur bahut se generic Vr headsets jo ki google cardboard pe based hai, daydream un sabhi se kaafi alag hoga, aur user experience kamaal ka milega. Aap ko yeh video pasand aayegi.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
Category
तकनीक - Tech
Sign in or sign up to post comments.
Be the first to comment