Write For Us

Google Assistant Explained | Google I/O 2016 Episode #2

E-Commerce Solutions SEO Solutions Marketing Solutions
293 Views
Published
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko Google Assistant ke baare mein bataya hai, jaisa ki aap sab jaante hai ki Google I/O 2016 mein hume has saal ki tareh bahut saare naye announcements dekhne ko mile, aur usme se ek hai Google Assistant, maine aapko is video mein Google Assistant ka ek short demo diya hai aur bataya hai ki aage aap ise kaise use kar payenge. Mujhe umeed hai ki Google Assistant ke baare mein yeh video aapko pasand aayegi, aur aap Google I/O ke baare mein bhi kuch jaan payenge. Google Assistant Siri aur Cortana se kaafi advanced hai, aur aap ise bahut hi acche se use kar payenge. iOS mein siri aur Windows Phone mein Cortana se bahut jyada advanced options aapko google assistant mein dekhne ko milenge.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
Category
तकनीक - Tech
Sign in or sign up to post comments.
Be the first to comment