Write For Us

YouTube Video Processing? Why only 360p?

E-Commerce Solutions SEO Solutions Marketing Solutions
166 Views
Published
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko youtube ki video processing ke baare mein bataya hai, aap sabhi ke man mein doubt hota hoga ki YouTube kaise itni saari videos ko process karta hai? aur kaise aap in sabhi video resolutions ko dekh paate hai. Aap ek video ko 144p, 240p, 360p, 480p, 720p, 1080p, 1440p, 2160p tak ke resolutions mein dekh sakte hai, aur yeh saara kaam sirf youtube karta hai behind the scenes. Aapko bahut baar processing ka error aata hoga, ya fir bahut baar sabhi video resolutions available nahi hote honge, toh aise kyu hota hai aur youtube videos ko compress karta hai ya nahi, wahi sab maine aapko is video mein bataya hai.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
Category
तकनीक - Tech
Sign in or sign up to post comments.
Be the first to comment