Write For Us

Wearable Display on Skin | Thinnest Display Ever??

E-Commerce Solutions SEO Solutions Marketing Solutions
232 Views
Published
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko Wearable display ke baare mein bataya hai, aap sabhi ne Transparent Display ke baarem ein suna hoga, Flexible display ke baare mein bhi suna hoga. Lekin Wearable Display ekdum alag approach hai, aur waise toh ispe kaafi time se kaam chal raha hai, magar recently University of Tokyo ki ek research team ne 3Micrometer think wearable display banaya hai jo ek tattoo jaisa hai, aur yeh wearable display bahut alag alag conditions mein kaam aa sakta hai. Wearable Display smartwatch mein kaam aa sakta hai, future mein wearable display alag alag jageh kaam aa sakta hai, healthcare mein kaam aane ke alawa, armed forces mei bhi transparent display ki tareh wearable display bhi kaam aa sakta hai, aur iske alawa athletics mein bhi is type ka wearable display kaam aa sakta hai. Mujhe umeed hai ki wearable display ke baare mein yeh video aapka pasand aayega.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)
Category
तकनीक - Tech
Sign in or sign up to post comments.
Be the first to comment