"Karte toh hai sath safar, fasle hai phir bhi magar", song with one of the most beautiful lyrics of all time. Listen to Jashn-E-Bahaaraa from Jodha Akbar starring Hritik Roshan and Aishwarya Rai
Song Details:
Name: Jashn-E-Bahaaraa
Composer: A.R. Rahman
Singer: Javed Ali
Lyrics: Javed Akhtar
Lyrics:
Kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekh ke hairan hai
Kehne ko jashn-e-bahaara hai
ishq yeh dekh ke hairan hai
Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein
Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain
O ho, kehne ko jashn-e-bahaara hai

Kaise kahein kya hai sitam
sochte hain ab yeh hum
Koyi kaise kahe woh hai ya nahin humaare
Karte toh hai saath safar
phaasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare
Paas hain phir bhi paas nahee
humko yeh ghum raas nahin
Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan

ishq yeh dekhke hairan hai

Humne jo tha nagma suna
dil ne tha usko chuna
Yeh daastaan hamein waqt ne kaisi sunayi
Hum jo agar hai ghumgeen
woh bhi udhar khush toh nahin
Mulaqaaton mein hai jaise ghul si gayi tanhayi
Milke bhi hum milte nahin
khil ke bhi gul khilte nahin
Aankhon mein hai bahaarein
dil mein khiza
Saare sehme nazaare hain
Soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein khoyi-khoyi si baatein hain

jashn e bahaaraa,jashn e bahaaraa lyrics,lyrics jashn e bahaaraa,jashn e bahaaraa song,jashn e bahaaraa javed ali,javed ali jashn e bahaaraa,jashn e bahaaraa javed ali lyrics,javed ali jashn e bahaaraa lyrics,jashn e bahaaraa lyrics javed ali,javed ali lyrics jashn e bahaaraa,javed ali,javed ali lyrics,javed ali songs,lyrics,jodhaa akbar,jodhaa akbar movie,jodhaa akbar songs,jodhaa akbar music
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2024
???? Subscribe To Sony Music India YouTube - http://bit.ly/SonyMusic_YouTube
???? Like us : Facebook - https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
???? Follow us : Instagram - https://www.instagram.com/sonymusicindia
???? Follow us : Twitter - https://twitter.com/sonymusicindia

Sign in or sign up to post comments.
Be the first to comment